Skip to main content

Posts

Showing posts from October, 2012

guzra huwa jamana ata nahi dubara

guzra huwa jamana ata nahi dubara hafez khuda tumhara khushiya thi chaar din ki aason hai umr bhar ke  tanhahiyon me aksar royenge yaad karke wo waqt ke jo hum ne ek saath hai guzaara meri khasam hai mujko tum bewafa na kehna majboor thi mahabot sabh kuch pada hai sehna tuta hai zindegi ka ab aakhri sahara mere liye sahr bhi aayi hai raath bankar nikla mera janaza meri barath ban kar accha huwa jo tumne dekha na ye nazara guzra huwa jamana ata nahi dubara hafez khuda tumhara